"Bhary bazar sey main aksar khali loot ata hun -- kubhi khaweish nahi hoti kubhi paisy nahi hoty". #UrduPoetry
"Dil ki Takleef kum nahi karty -- Ab hum koi shikwa nahi karty". #JaunEliya
"Bichar gaya har sathi dey kar pal do pal ka sath --- kis ko fursat hai Jo thamy dewaanon ka hath". #UrduPoetry
"Jafa jo Ishq mein hoti hai, Wo Jafa he nahi --- Sitam na ho to Muhabbat mein kuch maza he nahi". #AllamaIqbal
"Tun kya Janey Inteha-e-Ishq -- Meri to ibtada he Inteha sey thi". #UrduPoetry
"Muhabbat aesa safar hai Jis mein --- Paun nahi Dil dukhta hai". #UrduPoetry
"Mareez-e-Ishq hai to, Dawa-e-dil samajh Dilbar ko --- Phir dil Jany, Dawa Jany, shifa Jany, khuda Jany". #UrduPoetry
"Tujh sey milna khushi ki baat sahi -- Tujh sey mil kar udaas rehta hun". #UrduPoetry
"kun aayega yahaa'n, koi na aya hoga -- Mera Darwaza, hawaun ney hilaya hoga". #UrduPoetry
"Aey shakhs Main teri Justaju mein -- Bezaar nahi hun, thak gaya hun" #JaunEliya
