Peepal Farm (@PeepalFarm) header
Peepal Farm (@PeepalFarm) profile picture

We are humans helping animals.

Himachal Pradesh, India
Joined January 2011
Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)Photo by Peepal Farm (@PeepalFarm)
तो किसी ने ना देखा, ना सुना, लेकिन झट कुत्तों का नाम लगा दिया। पिछली बार भी जब आप ने कुत्तों का नाम लगाया था, तो मामला कुछ और ही था। आप एक दुखद घटना को अपने एजेंडा के लिए इस्तेमाल कर रहे हैं। @pfaindia @PeepalFarm
17
42
4
117
5,875
Finally released!
#Spiti, #himachal mein kutte itne bhookhe hain ki woh ek doosre ko khaa rahen hain, yeh jaanne ke baad 2021 mein ham ne waan dog feeding program chalaya. Uska doosra charan thaa 2022 mein dog sterilizations. Yeh short #Documentary film us baare mein hai youtu.be/_LDsmYiLEOs?si=Vh_y…
15
25
3
63
6,540
Kyun @PeepalFarm popular hai 😊
10
39
2
193
6,346
#Animal kaun?
11
56
8
152
5,230
Kitne aur #Manipur , kitni aur Nirbhaya, kitni aur Bilkis Bano? Hamein desh ko safe karna hai, to shuruat rajneeti ko saaf karne se hogi. Uske liye yeh pehla chota kadam uthaiye. Koi bahot badi demand nahi hai in logon se, agar yeh log 550 aise candidate nahi dhoondh sakte jo balatkari naa hon, to inhe satta mein aane ka koi adhikar nahi. peepal.life/cm par ja ke email kariye, dosto se karaiye, aur video share kariye.
22
114
9
218
12,731
Jin animal rescuers ko jaante hain, unhe location ke saath tag kariye 🙏🏽
27
175
3
338
11,372
Iss vlog mein aap ko jahan rishton mein kadwahat aane ka karan milega, wahin aap ko uska anti dote bhi dikhega. Comments mein bataiyega ki aap ko hamari pardarshita theek lagi, ya galat. youtu.be/xh-qYkHdfgw – at Himachal Pradesh, India
2
15
40
3,902
Rajiv Dixit ji ko galat nahin keh raha. Unhone khud gaaye paali nahi, idhar udhar ki galat baat mein aa gaye, aur use dohra gaye. Desi gaaye ka bachda poora doodh peeta hai aur swasth rehta hai. Uska stool soft to hoga hi kyunki woh liquid diet pe hai. Aur dheere dheere maa ka doodh sookh jaata hai. Balki jab insaan dohta rehta hai, tab Gaaye ki haddiyon ka calcium nikal jaata hai, aur tabhi milk fever bhi hota hai aur gaaye baith jaati hai.
11
77
2
164
6,163
इसके बाद ना #EidAlAdha पे कुछ, ना ही किसी और धर्म पर। हां, अधर्म पर ज़रूर बोलूंगा। youtu.be/1vwdCKc3hQk
15
40
1,726
Sirf ek hi dharm hai jisko ham gaay ki stithi ke liye zimmedar thehra sakte hain aur vo dharm konsa hai?janne ke liye video dekhein 👇 youtu.be/V5jFoVGtXbw @locaterobinplus
26
8
26
1,878
Chahe koi cheez hai, ya koi insaan ... kisi ki madad karne se behtar, uska kya hi purpose hai. @Rishikeshtv4u
Purani pagdi ka kya karein? #Sikhs
1
7
32
1,590
Koi stray dogs se darta hain, koi unke liye ladta hai. Koi dogs ko khaana deta hai, aur koi kehta hai kutte bhi khaa lo! Phir bhi, aam aadmi kutton ko pasand na bhi karta ho, unhe dard nahi dena chahta. Karan chahe jo bhi ho. Lekin wohi aadmi, murgiyon ke dard ko nahi samajhna chahta. Karan chahe jo bhi ho. Poor video @PeepalFarm YT par
7
37
2
104
3,018
Acha ho ya bura ... uske peeche ek poori chain hoti hai. Hamein sirf us chain ki aakhiri kadi dikhti hai. Par chahe ache ko badawa dena ho, ya bure ko kam karna ho, ham bina iss chain ko samjhe cheezen nahi badal sakte. #Vegan
1
11
1
39
1,488
What vegans eat 😊
Koi kaise afford karega #vegan khaana?
4
13
1
57
2,886
Don't make videos that you have to pull down sir ji.
धार्मिक भावनाएं आहत करने पर जेल हो जाती है, सर कलम हो जाते हैं, और जिन जीवों की रक्षा की बात धर्म करता है, उन्हें आहत करने करने वालों को आर्थिक विकास के नाम पे अवार्ड मिलते हैं। वाह 👏🏾
1
7
28
1,223
Rescued is my favourite breed @locaterobinplus
1
17
2
68
2,010
Himachal - soon a three legged dog state @locaterobinplus
6
40
4
79
3,823
Insaan ka badhta laalach 😞
12
61
4
136
7,030