ख़ुश्क लब अश्क़बार आँखे करदे माफ गुनाह अपने बंदों के,
रमज़ान भी मुक़ाम-ए-अलविदा पे आया खोल दे दर रहमतो के...
#Day30 #RamadanDiaries #AlvidaRamadan
17
Sochne Wali Baat Hai
Ye Zindagi Jeene Ke Hum 5 Saal Pahle
Mask , Sanitizer Aur 2m Ki Duri Bana Rahe The
😂😂😂
14
क़र्बला मे बोलता था जो बहुत हक के खिलाफ,
.
.
उसकी पुरी नस्ल को जैनब ने गूंगा कर दिया....
#Muharram
1
16
Mitt Jaye Gunaaho Ka Tasawwur Hi Is Jahaan Se Iqbaal,
.
Agar Ho Jaye Bando Ko Yaqeen Ki Khuda Sab Dekh Raha Hai.
-Allama Iqbal
#Day14 #RamadanDiaries
54
Allah Ko Bhul Gaye Log Fikr-e-Rozi Me Iqbaal
.
Talash Rizk Ki Hai Aur Razik Ka Khayal Nahi....
#Day7 #RamadanDiaries
51
Shadiyon Me Ye Bolne Point Mujhe Samjh Nahi Aata Ki "Beta Khana Kha Ke Jana"
.
Bhai Main Usi Ke Liye Aaya Hu......
48
Mitti Me Mil Gaye Irade Yazeed Ke
.
Lehra Raha Hai Parcham Aaj Bhi Hussain Ka........
#Muharram1446
50
Mitti Me Mil Gaye Irade #Yazeed Ke
.
Lehra Raha Hai #Parcham Aaj Bhi #Hussain Ka........
#Muharram1446
1
58
Khoon-e-Hussain Me Doobi Hai Muharram Ki Har Shaam
Main Kaise Kah Du Ki Naya Saal Mubarak .............💔
#Muharram
54
Maa Ko Pata Bhi Nahi Hota Aur Bachhe
Dana Dan Story Aur Status Laga Kar Mother's Day Manate Hain.
41
Aaj Main SBI Me Gaya Tha Paise Nikalne,
.
Phir Mujhe Realise Hua Ke 'Malya' Ne Inlog Sath Ke Acha Kiya......
#VijayMalyaVsSBI
42
Ye Veeran Masjid,Sunsaan Wazukhane,Chikhti Minare
Puch Rahi Hain Khuda Se Ramzaan Khatam Yaa Musalmaan ??
#PostEid
58
Eid Mubarik ✨
Jo Aaj Khush Hain Unhe Aisi Lakhon Eidein Mile,
Aur Jo Aaj Udaas Hain Unki Phir Aisi Kabhi Eid Na Ho......
44
