It’s time to leave twitter once for all!
It’s been a great journey here ‘ got a lot of great friends! Some became brothers for life and some left in between !! So many friends but very less became the real ones
Thank you so much everyone!
TC and have a great life!
#GoodBye
Main hamaisha udaas logo ko hansaane ki koshish kerta hoon!
Kyu k mjse , muj jaise log dekhay hain jaatay!
1
6
641
Kabhi kissi ko aadhe raaste main mat choro, kyu k hosakta hai woh uska raasta na ho woh sirf tumhara sath denay k liyay iss taraf chal para ho!!
1
1
469
Badnaam toh buhat huway hain hum zamaane main!!
Tu bata! Tery sun’ne main konsa qissa aaya hai!!
3
398
Ankhain toh band ki theen humne neend k intizar main!!
Khuwabo ko najaane kahan se uski tasveer milgayi!!
1
240
Humne wafa k naam per!
Kar-e-wafa nahin kiya!
Khud ko fana ker liya!
Lekin khud ko fida nahin kiya!
1
212
Soch raha hoon tery dil main uter k dekhoon!!
Aisa kya basaa hai wahan jo mje basne nahin dayta!
1
1
157







