Gautam Gambhir:
• 2 IPL Trophies as Captain
• 1 IPL Trophy as Mentor
• 2007 T20 WC & 2011 ODI WC Final top scorer
Virat Kohli:
• 9 saal IPL Captaincy = 0 Trophy
Phir bhi aaj Kohli fans Gambhir ko troll kar rahe hain! Logic ne toh kab ka chhutti le li hai.
2021 mein MS Dhoni mentor the, team group stage se bahar hui — zero trolling.
Aaj Gautam Gambhir coach hain, results aur approach dono behtar hain — phir bhi har din trolling!
Cricket fans ka yeh selective criticism samajh se bahar hai.
Bahut hasi aati hai un Sanju Samson, CSK aur Shubman Gill fans par jo din-raat Gautam Gambhir ko troll karte hain.
Bhai pehle stats aur backing check kar lo, GG se zyada support inhe kisi coach/mentor ne nahi diya!
Rohit Sharma, Virat Kohli aur Shreyas lyer ke jo fans aaj Gautam Gambhir ko troll kar rahe hain, unse bas ek seedha sawaal hai agar Gambhir nahi, toh aap kisko Team India ka head coach dekhna chahte ho?
Other IPL teams: Big updates, solid plans, full hype
KKR management: Seen and ignored
Bhai Finn Allen aur Sunil Narine ke alawa koi aur form mein ya bharose layak dikh bhi nahi raha abhi. December auction se pehle kya plan hai, koi bata do!
3
39
2,430
Har IPL team se roz koi na koi solid update ya positive news aa rahi hai, aur ek hamari KKR hai jahan bas sannata chhaya hua hai! 😶
Sunil Narine aur Finn Allen ke bharose kab tak chalega? Baaki squad dekh kar toh abhi se tension ho rahi hai. Kya chal raha hai KKR camp mein?! 💜
Rinku Singh ko troll karne ka mann toh bahut hai, par aukat nahi hai. Respect permanent hai bhai ke liye. 🫡💜
Hard truth: Agar KKR ne auction mein Nitish Rana ke liye paddle nahi uthaya, toh seedha unsold jayega. Baaki 9 teams mein koi jagah hi nahi ban rahi
12
1,056
Rinku Singh ek baar phir jaldi out ho gaye! 💔 Agar form aisi hi chalti rahi toh woh din door nahi jab KKR management future ki taraf dekhegi aur Angkrish Raghuvanshi ko captaincy ki race mein aage karegi.
1
18
1,214
Hardik Pandya ke liye ban rahi AI videos kaafi kamaal ki lag rahi hain! Aur PBKS ke fans ne jis tarah Hardik ko support kiya hai, wo next level hai. Respect!
Sach batana — Hardik Pandya ko MI mein milne wali hate dekh kar bura lagta tha na? Ab PBKS ke fans jis tarah unhe support aur cheer kar rahe hain, woh dekh kar dil ko sukoon milta hai. Agree?
Unpopular opinion, par sach hai: Ben Stokes, Hardik Pandya se kahin behtar all-rounder hai.
Clutch player, world-class leader aur big-match temperament. KKR ko bina soche Ben Stokes ko apna agla captain banana chahiye! 💜
1. Fin Allen 🧤✈️
2. Sunil Narine ✈️
3. Cameron Green ✈️
4. Angkrish Raghuwanshi
5. Manish Pandey (c)
6. Rinku Singh (vc)
7. Rovman Powell ✈️
8. Anukul/Ramandeep
9. Harshit Rana
10. Karthik Tyagi
11. Varun Chakraborty
12. Sourav Dubey
Vaibhav sooryavanshi ko run banate dekh achha lagta hai aur use mauka bhi mil raha hai, par Test cricket ka itna tagada player side mein baitha hai aur mauka hi nahi mil raha. Sarfaraz Khan ko Test team mein regular jagah milni chahiye. @BCCI Sarfaraz Khan ko mauka do!
6
496
Ankit retweeted
𝘙𝘢𝘯𝘢’𝘴 𝘢𝘵 𝘵𝘩𝘦 𝘸𝘩𝘦𝘦𝘭! Welcome, Captain! 💜💛
@NitishRana_27 #AmiKKR #KKR #TATAIPL2023 #Leader #NitishRana #Nitish
Kal ke match mein sabne dekh liya — Harshit Rana ko ab apna gussa control karna bhi aata hai. Aggression on point, temper under check!
12
806
Hello @BCCI, Sarfaraz Khan ko Team India mein khilao Domestic mein har match mein runs bana raha hai, ab toh proper chances bante hain.
10
900


