devesh dixit (@devesh415) header
devesh dixit (@devesh415) profile picture

Comedian

Joined July 2014
Photo by devesh dixit (@devesh415)Photo by devesh dixit (@devesh415)Photo by devesh dixit (@devesh415)Photo by devesh dixit (@devesh415)Photo by devesh dixit (@devesh415)Photo by devesh dixit (@devesh415)Photo by devesh dixit (@devesh415)Photo by devesh dixit (@devesh415)
Ek waqt tha jab asuro ko vardaan mil jaate the aaj bachelors ko flat nahi milte
5
57
776
9,190
Kucch bolunga toh sanvaad ho jaayega
16
44
2
635
18,183
Har weekend baahar khaa ke paise waste karte hain aaj main ghar pe banaaungi bol ke 4 hazaar ke ingredients manga liye aur 1.5 hazaar ka cheeni mitti ka donga tod diya
3
8
244
5,613
Doston, na koi manzil hai na koi saathi hai Nikal bhi nahi raha hu ghar se Kisi ki talaash nahi hai Ghar hi sathi hai, ghar hi manzil hai HIT IT
7
44
407
8,461
Mera therapist har session mein mere wallet se paise nikaal leta hai aur doctor patient confidentiality ki wajah se main kisi ko bata bhi nahi paa raha
9
6
306
6,331
Me- paise pata nahi kahaan ud jaate hain Also me- didi aaj makke di roti avocado da saag bana do
2
10
1
232
5,673
4 din naa milo isse toh ulte seedhe thread likhne lagta hai bsdka
This Post is from an account that no longer exists. Learn more
33
147
1
4,210
423,907
Idhar aishwarya ke divorce ki khabar udi udhar vivek bhai ne PR karni shuru kar di ki 1200 crore hain unke paas 😄
32
171
6
4,532
175,638
Baaki log boliyaan lagaate reh jaayenge RCB saare paise SIP mein daal ke 20 saal baad IPL khareed legi 🫡
3
13
317
17,143
Air India aur vistara ne mil ke saabit kar diya ki koshish ki jaaye toh ek aur ek gyaarah ki jagah shoonya bhi ho sakta hai 👏🏻👏🏻👏🏻
3
10
238
15,879
Reel dekhna band karke movie start karne ke liye jitna push mujhe khud ko karna padta hai, kaam karna shuru karne ke liye toh bijli ke jhatke hi chahiye honge ab mujhe
1
24
1
237
13,150
Bhaiyya ye bazball wapas le lo mummy mana kar rahi hain
1
22
300
7,583
Ab toh lagta hai galat raaste pe hi chal lu kam se kam chalu toh sahi
1
16
2
217
6,213
Mumbai mein ghar khareedna hai broker bol raha hai thoda aur budget badha lo ek jeher ki pudiya aa jaayegi
3
4
129
6,167
Its not easy to make a 5500 crore company from scratch, which is why i never tried to do it. Follow me to know less
10
55
2
708
16,059
Haan jadeja aao fir se interesting banaao match ko short pitch daal daal ke
2
2
137
6,425
Rakh lo kohinoor doston aur bhi kucch chahiye ho bata dena 🙂
1
1
73
3,509
Itte kharaab log bhi nahi hain angrej yaar chalo kar liya raaj 100-200 saal out bhi toh ho rahe hain fatafat ❤️
1
1
83
3,684
Ye hum log aakhri ke 5 over test match ki tarah khel kar kisko shraddhanjali dete hain?
7
4
1
150
5,096
2 chauke maar ke jadeja ko pyaas lag gayi
4
1
141
5,095